woh mujh se meri khamoshi ke wajah poochta hai,
kitna pagal hai rat ke sanate ki wajah poochta hai,
woh mujh se mere ansoo ke wajah poochta hai,
kitna pagal hai barish ke barasne ke wajah poochta hai.
khamoshi ke wajah poochta hai
November 01, 2018
Social Plugin